Teri Aankhon Mein Lyrics – Divya Khosla | Darshan Raval & Neha Kakkar - T - Series present this song from single track, This song is sung by Divya Khosla, Darshan Raval & Neha Kakkar and written by Kumaar, This song was directed by Radhika Rao & Vinay Sapru

"Teri Aankhon Mein Lyrics Info"
Song Name: Teri Aankhon Mein
Lyrics Writer: Kumaar
Singer/Featuring: Divya Khosla | Darshan Raval & Neha Kakkar
Music Producer: Manan Bhardwaj
Video: Radhika Rao & Vinay Sapru
Label: T-Series
Album/Movie: Single Track
Teri Aankhon Mein Lyrics – Divya Khosla | Darshan Raval & Neha Kakkar
Haa karde na choti motti galtiyo ko maaf
Itna sa bus ehsaasn karde
Karde na choti motti galtiyo ko maaf
Itna sa bus ehsaasn karde
Tu jo hai nazaar meri saanse na chale
Maan ja tu jeena ye aasaan karde
Tu khol mere dil ko or lele le talashi
Koi bhi na laga waha tere sivaa (tere sivaa)
Teri Aankhon Mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri Aankhon Mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri Aankhon Mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri Aankhon Mein bhi tujhe dikhta hai kya
Bharke rakhti hu jebe main dil k apne
Bol kitna to laaoge udhaar
Jinna pyaar chahe dungi
Tu maang to sahi
Bol kitna tu maangega pyaar
Baitha hai gussa teri naak pe ese
Thokk dia tujhko maine Chod dia jaise
Marke bhi chodu main tu maanega kaise
Nikaal na zubaa se ese marne ki baat
Pyaar esa karunga k tu egi shabashi
Misaal mein dunga apne pyaar ki tarha
O Teri Aankhon Mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri Aankhon Mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri Aankhon Mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri Aankhon Mein bhi tujhe dikhta hai kya
Isha ko odh le sab hadde tod de
Aaj dono milke ik naye rishte ko jod de
Isha ko odh le sab hadde tod de
Aaj dono milke ik naye rishte ko jod de
Tu bole na mujhe kuch ab main sunti rahu
Ese pyaar karte karte dunia ko chodd du
O Teri Aankhon Mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri Aankhon Mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri Aankhon Mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri Aankhon Mein bhi tujhe dikhta hai kya
"Teri Aankhon Mein Video"
This is an end of the Teri Aankhon Mein Lyrics – Divya Khosla | Darshan Raval & Neha Kakkar, if you see any kind of mistake in this lyrics please feel free and contact us by filling the form or comment below.
No comments:
Post a Comment
Please do not enter spam link in the comment box.